Friday, 12 August 2016

Blogging Start Karne Ke Fayde - Profit Of Blogging - 2016 Tips


Blogging start karne se pahle Aksr new Blogger yahi sochte hai ki unhe Blogging me kya Profit hoga or jaisa ki pichle article me mene aapko ye btaya tha ki blogging ek long term investment hai jisme pahle mehnat ka investment karna hota hai uske baad hi profit ka socha jata hai agar aapke pass accha traffic hai to aap blogging karke bahut se paise kama sakte hai Aksr new bloggers me se 60% log aise hote hai jo ki earning ke liye hi blogging start karte hai mere pass bahut se New bloggers ke mails, sms aate hai jo ko mujhse yahi question puchte hai ki blogging start karne se hame  kya fayda hoga isliye aaj es article me hm essi topic par baat karenge ki new bloggers ko blogging start karne par kon konse fayde ho sakte hai

Blogging Start karne ke Best Profit 


1. Part Time Job ( PTJ )

Agar aap Blogging Start karte hai to wo ek trah se part time job bhi hai or aap thode hi traffic me paise kma sakte hai lekin uske liye aapko thodi mehnat to karni hi hoti hai jaise ki blog bnana , article publish karna hai and next ki traffic bdhana Adsense to easyly approve ho jata hai agar aapka traffic 1000 par day ka hai to bhi aap minimum 2 se 3$ par day kama sakte ho mtlb 5000 something monthly to hui na Part Time Job Ghar baithe....
Jab ki Part Time Job me bhi aapko Ghar se bahr jana work karna Etc.. i think blogging Best hai

2. Knowledge bdhta hai 

Jab aap Daily apne apne blog par new updates karte hai article publish karte hai to usme bhi aap par day kuch na kuch naya sikhte hai or sikhna bhi chahiye Bloggers ko par day kuch na kuch naya sikhte rahna chahiye main par day kuch naya sikhta hu jo mujhe pahle nahi aata tha or jo bhi main sikhta hu wo aapke sath share karta rahta hu thodi deri se lekin share jarur karta hu taki aap bhi kuch naya sikhte rahe

Jaruri nahi ki agar aap blogging karna chahe to hi sikhen aap blogging aise bhi sikh sakte hai kya pta konsi sikhi gayi chij kahan kaam aa jaye

3. Typing Speed bdhti hai 

Agar aap blogging karte hai to aapko article bhi likhna hota hai or jab aap par day type karte hai to aapki typing speed bhi badhti hai

4.Internet Par Alag Pahchan Bnti Hai 

Agar internet par aapki website hoti hai to aapki ek alag pahchan hoti hai agar kisi ko btate hai to bhi hame acha lagta hai agar aapko bhi apni alag img bnani hai to aapko bhi jaldi hi blogging start kar deni chahiye

5. Baat ki Value Hoti Hai 

Agar hm hmari website par kuch bhi upload karte hai ya visiters ko kuch karne ke liye kahte hai to vo ek baar us chij ko jarur try karte hai

Blogging me hame ye bhi fayda hai ki jo bhi hm upload karte hai visiters usse use me lete hai or eska mtlb ki wo hmare upar trust karte hai

6.Trust 

Agar hm hmare blog par visiters ko trusted chijo ke bare me btate hai to bhi unka hmare upar trust jarur rahta hai mere bahut se visiters aise hai jo ki mere upar trust karte hai or mujhse advise bhi lete hai

7. Good use of time 

Time ka istemaal accha hota hai Agar aap blogging karte hai to aapka pura dhiyan usme laga rahta hai kyonki blogging bhi etni easy nahi hai jitna new bloggers sochte hai blogging karne par hmare time ka sahi istemaal hota hai

8.Earning jyada Expanses kam 

Agar aap blogging start karte ho to aapko esme jyada investment nahi karna padta hai or aap esse acche paise bhi kama sakte hai Earning Start hone me thoda time jarur lagta hai lekin hardword ke baad aap acche paise kama sakte hai

Blogging ke bahut se fayde hai lekin Jab tak aap khud Blogging start nahi karenge aapko enke bare me puri information nahi milegi Aapko ye article psand aaye to esse Social media par Share karen or hmara facebook page jarur like karen 

Thursday, 11 August 2016

Blogging Me Fail Kyu Hote hai New Bloggers - Why I am Failed - 2016 Reasons

Blogging-Me-Fail-Kyu-Hote-hai-New-Bloggers-Why-I-am-Failed-2016-Reasons

Blogging ek Long Term Inventment Business hai Blogging sikhna to Bahut easy hai lekin blogging karna bahut hard hai bahut se aise log hai jo ki Blogger par blog bnakar ya Worldpress par blog bnakar blogging start to karte hai lekin sirf kuch samay ke liye hi, Blogger par Blog bnakr hm post daal sakte hai aasani se Blog ko design kar sakte hai lekin  jab traffic increase karne ki baat aati hai to blogging chodne ka mn karta hai kyonki traffic hi ek sabse bada karn hai or sabse hard work hai.

Aapne bahut si Websites ya Blog par ye Pdha hoga ki

Blog ki traffic 30 dino me 10,000 kaise karen
Ya
Blogging se 1 month me 50,000 kaise kmayen

Lekin Ye sab bakwaas baten hai Agar aisa hota to main sab kuch chod kar Sirf Blogging hi karta agar aapko blogging se paise kmane hai to aapko mehnat to karni hogi wo bhi bohot samay tak tab jakar aap acche paise kama sakte ho lekin Esme bhi aapko traffic ki jarurat hoti hai kyonki internet par aap traffic ke bina kuch nahi kar sakte hai.

Blogging karne Me New Bloggers Fail Kyu Hote Hai 


Aksr log Blogging karna start to karte hai lekin kuch din baad jab unhe traffic nahi milti Pageview nahi milte adsense Approve nahi hota Earning nahi hoti Sirf invest hi invest karte hai to wo dar ke bare blogging hi chod dete hai mene bhi 2 Year tak sirf investment hi kiya tha Problams to bohot aati hai lekin unhe solve karna padta hai manag karna hota hai jaise ki mene kiya hai Apni problam sabko badi lagti hai. Aaj me aapko un Topics ke bare me Btaunga jiske karn log blogging nahi kar pate hai or bich me hi chod dete hai.

Top 10 Reasons Jinke karn Aap Successfful Blogger Nahi Ban Pate 


1.Wait Nahi kar Pate 

Bahut se New Bloggers ki yahi sabse Badi galti hoti hai ki wo wait nahi karte hai Blog Bnane ke baad Sirf Earning ka sochte rahte hai ki Earning kab Start hogi

Blog par traffic sabse important hoti hai lekin acchi Traffic bhi tabhi aati hai jab aapke blog par acchi post ya badiya article ho Par day new article publish karna bhi Blogger hota hai

Daily Post likhne ke Normal Fayde 

1.Aapke Blog ki rank High hoti hai
2.Google aapke Blog ke Search result me jaldi index karta hai ya show karta hai
3.Daily Post karna Aapke Blog ke Legel hone ka Proof hota hai
4.Daily post karne se Visiter daily kuch naya sikhte hai or aapke blog ko daily view karte hai jisse aapko acchi traffic bhi milti rahti hai
5.Daily post karne se Internet par aapki value or high hoti hai aapki baat ki value hoti hai

2.Sharing Nahi karna 

Blog bnane ke baad Or Article Publish karne ke baad 3 no. kaam hota hai sharing karna Agar aap sirf blog par article likhkar publish karte hai to sirf etni mehnat se traffic nahi milti acchi traffic milti hai share karne par agar aap apne article ko social media - Facebook, Whats app, Twitter, Google+ Etc par share karte hai tbhi aapko high traffic milti hai

Sharing kaise karen 

1.Facebook Page par Link Share karen 2.Facebook Group me share karen
3.Timeline Me share karen
4.You tube Par video Upload kar sakte hai
5.Whats app Contect ke sath share karen
6.Whats app Group me Share karen
7.Twitter par share karen

Etna Karna par Minimum aapko ek article par 1000 traffic to mil hi jayega lekin depend karta hai ki kon aapki link par click karke Aapke article ko Read karta hai sath hi depend karta hai ki aapki baat ki kitni value hai

3.KeyWord ka Use nahi karna 

Ye sabse bada karn hai traffic na aane aane ka Agar aap Apne blog par keyword ka use nahi karte hai to Google aapke article ko jaldi search result me show nahi karta hai

Aap jis topic par article likhe ussi par focus karen maan lijiye aapne Blogging par article likha to article me Blogging ek keyword hai aap apne keyword ko Article ke first peragraph or last peragraph me jyada use karen esse google hmare article ko aasani se pahchan leta hai or Search result me jaldi show karta hai

4.Visiters Ke Comments ka Answer Time se na De pana 

Commenting hmare blog ke liye kitna jaruri hai ye mene aapko piche ki post me btaya tha Blog par Traffic aana bhi commenting ek reason agar koi bhi google me Kuch question search karta hai to google blog ke comments se un questions ko match karta hai or hmara article show karta hai esse bhi hame traffic ka fayda hota hai

Agar aap visiter ke comment ka answer samay par nahi dete hai to visiter aapki site ko active na maankar usse next time open nahi karta hai or wo unhi blog par comments karta hai jin par usse samay par answer mile essi karn aapka Blog ek Proffessional blog nahi bn pata hai

5. Sirf Earning Ke bare Sochna 

First baat ye ki jyadatar log Blogging start hi paise ke liye karte hai lekin aap meri ek baat jarur yaad rakhen

Agar aap Mehnat ke piche bhagoge to Paisa Aapke piche jhak marke aayega

Pahle jab mene Apna Blog Start kiya tha to main sirf traffic lane ki sochta tha Article sirf 30 or traffic mujhe 5000 chahiye tha Pahle mene bhi socha ki Mujhe blogging chod deni chahiye lekin jab mene Article likhne start kiye or Par day New Article likhta to traffic apne aap aane lagi comments bhi aane lage.

Bohot km Log hote hai jo ki blogging start karte hai or successfull bhi hote hai or Acche paise bhi kmate hai
Or bohot sare log hote hai jo blogging karna start to karte hai lekin kuch din baad fir se chod dete hai

Mene aapko es post me Blogging me Fail or Successfull na hone ke kai reasons btaye ummid karta hu ki aapko Psand aaye honge Main aage bhi aapke sath aise kai article Share karunga Blogging se Related jinse aap bahut kuch sikhne ko milega Thanks For Read My Article 

Tuesday, 9 August 2016

Online Paise Kmane Ke Top 10 Trike - Online Make Money Tips - 2016


School Complete hone ke baad student yahi sochte hai ki kyo na collage admission ke sath sath hm  Part Time Job bhi kar le lekin Part Time Job etna easy nahi jitna student sochte hai Part Time Job karne par  morning me jaldi uthna ready hona work karna or evening me ghar uske baad collage ki pdhaai etna sab kaam wo bhi ek sath or uske baad bhi 3000 se 6000 Rs Only....

Lekin ye article pdhne ke baad aap ye sochenge ki etne sare ideas hai konsa try karu friends es article me aaj me aapko un topics ke bare me btaunga jo ki  mene khud bhi try kiye hai or apni friends ko suggest kiye agar me aapko kuch aisa work bta du jo ki aap ghar bethkar aasani se 5000 se 7000 Rs kama sako to kitna accha hoga

Online Paise kmane ke 10 Top Best or Popular trike


1.Blogging Se Paise kmana 

Ye trika sabse best hai lekin esme aapko thodi jyada mehnat karni pdegi aapko apna blog bnana hoga usse design karna hoga or us par Articles likhne honge or sabse hardwork aapko uska traffic bdhana hoga agar aapke pass users hai jaise ki facebook friends, Whats app friends, twitter friends or Real Life Friends to aap apne blog ki traffic aasani se increase kar sakte hai enke sath share karke Lekin Esme aapko mehnat karni hogi

2.Article likhna or Sell karke Paise kmana 

Ye sabse best trika hai jisse mene apni first income start ki thi first time Jab mene kisi website par article likha to mujhe ek Article ke 100 rs milte the jinse meri income start hui
aap bhi Acche Article likhkar kisi blog par Sell kar sakte hai or ek article ke agar aap 100 Rs se bhi start karen to bhi aap minimum 3000 Rs par month kma sakte hai or ek article likhne or usko design mtlb uske liye pics bnana links create karna en sab me 1 hour to lag hi jata hai or Jahan tak Mujhe lagta hai to aap par day ke 5 article to aasani se likh sakte hai to hui na ye aapki Part Time Job.

3.Facebook Page Sell Karke Paisa kmana

Facebook, jis par Sabse jyada traffic rahti hai Agar aapke pass Facebook page hai or us Par jyada likes bhi hai to bhi aap usse acche paise kma sakte hai aap apne Facebook page ko kisi Company ya new Blogger ko Sell kar sakte hai or usse Paise le sakte hai taki Wo aapka facebook page use karke us par apni posts ya apne product se paise kma sake.

4.Traffic increase karke paise kmana 

Agar aapke pass users hai to aap kisi new website ke owner se contect karke uski website ki traffic bdhakar usse paise le sakte hai ya sharing karke apne facebook page par uski website ka link de sakte hai ya whats app par share karke kaise bhi karke aap uski website ka traffic bdha sakte hai or usse paise le sakte hai

5.You tube Par video upload karke paise kma sakte hai 

Blogging ke Baad aap You tube par video upload karke bhi paise kma sakte hai video me adsense ke ads lgakar paise kama sakte hai lekin esme bhi yahi problam hai ki aapko traffic ki jarurat hoti hai agar Videos par View Acche hote hai par Day to aap aasani se 10,000 se 15,000 Rs kama sakte hai but mehnat bohot karni padti hai

6.Video Bnakar ya Design karke 

Agar aapko Acche Videos bnana aata hai to aap usse bhi acche paise kma sakte hai koi bhi new website ke liye you tube par chhanal bna sakte hai us par acche videos design karke upload kar sakte hai or acche paise bhi kama sakte hai lekin wo depend karta hai ki aapki design kaisi hai jitni acchi video design ya jitna accha aap kaam karenge utne acche paise aap kama sakte hai

7.Coding designs Bnakar Paise kama sakte hai 

Agar aapko Html, Css, Js, Aati hai to aap apne designs khud bnke unhe sell kar sakte hai kisi bhi Blogger ko or acche paise kama sakte hai lekin aapko pahle Language ko sikhna padega

8.Bloggee ya Worldpress Template Bnakar ya sell karke Paise kama sakte hai 

Agar aapko Language aati hai to bhi aap apne template bnakar unhe bloggers ko sell kar sakte hai or acche paise kama sakte hai internet par aapko Bahut se Free template mil jayenge lekin Aap apne template bnakr sell kar sakte hai apni designs bnakr sell karke paise kama sakte hai thodi mehnat lgegi lekin paisa bohot hai

9.Website Logo Bnana or Sell karna Paise kmana 

Aap new website ke liye Logon bna sakte hai Computer me paint ka use karke Photoshop ka use karke ya kisi bhi trah jitna accha logo utne acche paise

Example

Mera ek Friend hai hm dono ne blogging lagbhag ek sath hi start ki thi lekin etne paise nahi kma paye uske baad usne logo bnana start kiya or wo par logo 200 rs aasani se kama leta tha or month ke 3000 rs bhi kama leta tha dhire dhire usne apna kaam bdhana start kiya or aaj india ke jyadatar blog par ussi ke logo ke design hai work chota tha lekin kisne socha tha ki wo etna aage jayega

First time mene bhi yahi socha tha ki yr logo bnakr koi acche paise thodi kama sakta hai lekin uske example ne mujhd trust dilaya ki kaam kaisa bhi ho lekin mehnat karke kuch bhi kiya ja sakta hai

10.Invest karke paise kmana 

Bohot si companys aisi hai internet par jin par hm ek baar invest karke aasani se paise kma sakte hai mujhe eske bare me puri jaankari to nahi hai abhi lekin main aapko jaldi hi eske bare me btaunga ki kaise hm invest karke paise kma sakte hai

Internet par kisi bhi website par agar aap ek baar 100$ invest karte ho to aapko parday uska 3% milta hai aise hi kuch offers bhi hai lekin eske bare me hm aage ki post me janenge

Friends Ye wo trike hai jinhe mene try kiya hai Part Time Job Sabse Accha work hai start karne ke liye aap yahan se paise kamana start kar sakte hai agar aapko meri ye post psand aaye to esse facebook whats app par share jarur karen or Es website se Ideas lete rahen or sikhte rahe apne ideas bnate rahe.

Tuesday, 2 August 2016

LootOffers.net16.net PTC Website Se Paise Kaise Kmayen Online Make Money 2016


Hi Friends (Lootoffers.net16.net)  Aapne Aaj tak kai PTC websites par kaam kiya hoga lekin es post me jo main aapko PTC website btane ja raha hu wo aapke liye bahut important website hai website New hai or Abhi thode time phle hi esse launch kiya gaya hai isliye users bhi jyada nahi hai or users km hona or New company hai isliye company market me apni alag pahchan bnane ke  liye 100% payout degi

Aksr hame essi chij ka dar laga rahta hai ki jab bhi hm kisi PTC  website par kaam suru karte hai to ye sochte hai ki kya ye hame payment kregi ya nahi hmari mehnat ka kya hoga kuch websites aisi hoti hai jo ki sirf limited payout hi karti hai jaise ki

Example

Maan lijiye koi company hai usne apna business start kiya or ek new Ptc website bnai company pahle hi ye deside karti hai ki hame kitna profit chahiye kitne users hone chahiye kitna payout karna hai jab company suru hoti hai usse profit ho jata hai yani ki uska mtlb pura ho jata hai to company website ko band kar deti hai

Lekin ye website aisi nahi hai mene esse payout bhi liya hai or sabse badi baat ki es website ko suru karne se pahle Google ne esse Verify kiya hai or agar ye website aapko payout nahi deti hai to aapko main gerenty deta hu ki aapko main payout karunga  aapki jitni income hogi utne paise main aapko dunga

India me etne blog hai Sabhi blogs par lakho PTC website ke liye post likhi hoti hai join karne ke liye  lekin kya kbhi kisi ne gerenty li h ki agar website ban hui to aapko hm income denge nahi na …
  
Lootoffer website ke bare me Basic

PTC Website  ->  Lootoffer.net16.net

Year -> 2015 se start (first time company ne  esse 2008 me bnane ki sochi thi lekin trusted team na 
milne ke karn eska kaam 2016 me suru kiya gaya )
Mene Esse March 2016 Me Join kiya tha

Total rajistered users ->  9,345

Total Payout ->  18,000$ (900,000 rs. Something)

Supported Company / Brand - >
Google  , W3school  ETC.

Lootoffer.net16.net par Account kaise bnaye

Warning :- Aapko es website ko computer me hi open karna hai kyonki kuch options mobile me show 
nahi hote hai

Sabse pahle aap browser me type Karen Lootoffer.net16.net ab aapke samne website ka home page open ho jayega Aapko Header me Signup ka option ya button dikhai dega aapko us par click karna hai


Click karte hi aapke samne ek signup form open hoga popup window me aapko es form ko bahut se savdhani se bharna hai or ek hi baar bharna hai jiske liye aapke pass internet connection bhi accha hona chahiye jaise ki 3g ya wifi ab aapko es form ko kaise fill karna hai ye me aapko bata deta hu yaad rah eek hi baar bharna hai or wo bhi sahi sahi



1.Username - aapko yahan apna username likhna hai or chote font mtlb lowercase me hi likhna hai jaise ki pic me dikhaya gaya hai sare words chote ho username me maximum 5 ya 7 word hi ho

2. Password – esme bhi aapko lowercase word ka hi use karna hai maximum 7 word ho hona chahiye

3.Email – yahan aapko apna Email type karna hai or es account ka email secure rakhen or kisi ko bhi na btayen warna aapka account hack bhi ho sakta hai koi chota email hi use me len jaise ki
Amitsaini@gmail.com  na ki  (MahadevKumarSharma@gmail.com)

 4.Mobile No. type Karen

5.Esme aapko ye btana hai ki aa pes website par trust karte h ya nahi

6.Agar aap other koi bhi advertise website ka use karte hai to esme select Karen

7.Friends Esme aapko Reffer code type karna hai aap esse khali bhi nahi chod sakte h isliye agar aap chahe to mera code likh sakte hai mera refer code hai 445327 ya aap supportmeindia ka bhi code type kar sakte hai ***** (bhai refer code likh dena yahan par apna)
Form ko pura sahi sahi bharne ke baad aapko Signup button par click karna hai or wo bhi sirf ek bar hi aapka form submit hote hi aapko screen par Msg dikhega ki aapka form successfully submit ho gaya hai



Eske baad aapko ye window close kar deni hai or 24 hour ka wait karna hai ya jab tk ki aapke account par username password or conformation ka msg nahi aa  jata .

24 hour ka wait kyu Karen  

Company aapko 24 hour ka wait isliye karwati hai kyonki baki jo websites hoti hai un sari information coding se hi cheak ki jati hai lekin es website par har ek information company ka team member karta cheak karta hai or jab tk ki wo aapke email mobile no. refer code or baki information ko verify nahi karta aapka account active nahi kiya jata.



Friends 24 Hour ke Andar Andar aapke gmail par ek mail aata hai jisme aapka username or password likha hota hai email me jo link di hoti hai aapko usse open karna hai
To aapke samne website ka wahi home page open hoga usme aapko apni details daalkr or apne account me log in hona hona jaisa ki photo me dikhaya gaya hai



1.Account me login hote hi aapke samne aapka Dashboard open ho jata hai usme aapko 9 ads diye hote hai aapko ek ek karke un sabhi ads par click karna hai or jo window open hoti hai usse 3 sec. ke liye open rkhna hai dekhna hai or fir se home page par aa jana hai aapko sare ads dekhne hai agar ek bhi ads bhul se bhi rah gaya to aapko apni earning nahi milegi or ek add ko sirf ek baar hi click karna hai only once more sari ads dekhne ke bad  aapko niche Continue to Next offer par click karna hai



2.Ab aapke samne dusri window open hogi jisme ek game diya hoga agar aapko koi bhi baat samjh na aaye to aap how it work par click karke uske bare me jaan sakte hai esme jo Game diya gaya hai aapko usse maximum 30 baar hi khelna hai agar aap win hote hai to aapko 0.010$ milte hai lekin agar aap Lose hote hai to aapko 0.005$ Pay karna hota hai jo ki aapki income se cut hote hai harne ke dar se ye na ho ki aap game ko khele hi na agar aa paisa karte hai to aapka Account bhi Block ho sakta hai 30 baar game khelne ke baad aapko niche Continue to Next offer par click karna hai



3.Next page par aapko kuch Questions diye honge simply aapko unka answer dena hai or wahi agar win to 0.010$ earn or agar lose to 0.005 pay karna hoga uske baad aapko niche Continue to Next offer par click karna hai



4.Ab Aapke Samne Ek or page open hoga esme bhi aapko game khelkr money earn karna hai lekin ye utna easy nahi hai jitna aap esse samjh rahe ho agar aapko esme acche paise kmane h to hard work to karna hi pdega aap daily computer to chlate hi honge or lagbhag 2000 clicks to din me kar hi dete honge bs yahi aapko es game me karna hai aap esse par day minimum 30 baar khel sakte hai win hone par 0.0104 earn or lose hone par 0.005$ pay esme aapko 30 sec. ka time milega jisme ki aapko unlimited clicks karne hai I thing aapse 50 se jyada nahi ho payenge lekin agar aap 50 se jyada click 30 sec. me karte hai to aapko aapki speed par paisa milega wo  fix nahi hai kitna bhi mil sakta hai game start karte hi aapke samne points aayenge aapko un par hi click karna hai jitney ho sake agar aap high score se jyada clicks karte ho to aapko double income milegi  etna karne ke baad aapko Continue to Next Offer par click  karna hai



Ab aapke samne ek page open hoga jisme likha hoga ki aapne sare offers complete kar liye hai ab aapko apni activity ka proof dena hai ki aap aaj active the website par eske liye aapko apne second account me login hona hoga or ab aapko go to Your account par click karna hai



Ab ye phir se aapse username pass. Mangega aapko sahi sahi detail daalna hai or apne account me login hona hai aapko apne username or password ko lowercase ya small letter chote aksron me hi daalna hai nai to aapka account open nai hoga 



Account me login hote hi aapke samne aapka Account Dashboard open ho jayega sabse pahle to aapko esme niche hi niche Please Active my account today  par click karna hai agar aapki gmail id nahi daali hui h to wo daal  den pahle uske baad hi buton par click Karen click karte hi aapko Activity Confarmation ka page dikhaai dega usme likha hoga go to home page aapko us par click karna hai ye kaam aapko par day karna hai .

Account State ment me aapko apne account ki sari info.  Mil jayegi jaise ki account no. ye abhi kuch kaam ken ahi hai lekin payment ke time sabse imp. Hai agar aap kisi ko refer karte hai to usse refer code daalne ka jrur kahiye kyonki esse bhi aapki bahut jyada earning hogi
Aapko home page par Survey ka opton milega agar aap company ke survey ko pura karte hai to aapko par day 2$ ya 10$ kmane ka moka mil sakta hai kyonki ek yahi trika hai jisse hm ek sath etna paisa kama sakte hai

Sabse Important Baten  Jinse Aapki Earning Hogi 

Ye Company Ke wo rules hai jinko aapko manna hi pdega nahi to aapki earning nahi hogi

1.Daily Activation Account :- Agar aapka account daily active nahi hota hai to aapko Earning nahi hogi

2.Time :- Aapko Es website par par day minimum 15 min. tak Work karna hi hai kyonki india me koi aisi website nahi jo ki time pass ke liye kaam kr liya or ghar baithe 15000 kama liye mehnat to karni hi hogi

3.24 hour ka time :Aapki Earning account me print ya update hone me 24 hour lag sakte hai kyonki ye sab kary computer nahi balki company ka team member deside karta hai ki kisne kitni mehnat ki hai or kisko kitna paisa dena hai isliye agar kahin der ho jaye to chinta n Karen



Ye Meri Payment Proof hai taki aapko trust ho ki mene esse earning ki hai
Aage ki jaankari me next post me de dunga ki payment kaise leni hai ya uski kya process hai konsa offer kab milega yak ab konse offer ko select karna hai. 

Friends agar post me koi problam ho to very very sorry kyonki ye post mene emergency me likha tha main esse update karta rahunga 

Thursday, 7 July 2016

Search Engine Kaise Bnaye Website Ke Liye - Make a Free Search Engine


Jab hm Google Search Engine ko dekhte hai to hame bhi lagta hai ki hame bhi apni website ke liye Search Engine bnana chahiye Pahle me bhi ye sochta tha ki Search Engine bnana kitna HardWork hai Lekin jab sikh liya to Sab aasan lagne laga aap bhi Apni Website ke liye Search Engine bna Sakte hai Wo bhi Free lekin Search Engine bnane ke pahle hm kuch Normal points ke bare me jaan lete hai jaise ki –

Search Engine kya hai

Search Engine ek aisa Engine hai jo ki hmare dwara Search kiye gaye keyword par hame Results Deta hai Jaise ki Google Search Engine,Yahoo Search Engine, Bing etc. Jab hm Google Search engine me kuch likhte hai to wo hame usse Related keyword ki website ko show karta hai jaise ki aapne Google Search me likha Rkb Business to wo meri site ki Post ko Aapke samne show karega sabhi search engine ek jaise hote hai bs unka Design alag alag hota hai

Search Engine Website ke liye kyu jaruri hai

Search Engine hmari website ke liye isliye jaruri hai kyonki jab koi visiter hmari website par aata hai to wo aasani se usme keyword search karke Results le sakta hai esme visiter ka fayda ye hai ki unhe all post dekhne ki jarurat nahi hoti hai

Search Engine 2 Trike se bna sakte hai

1.Google Custom Search Engine (CSE) ki help Se
CSE Google Custom Search Engine Google ki ek Free service hai jiski help se hm website ke liye Search Engine bna sakte hai lekin Esme Problam ye hai ki Esme sath me Google ka naam bhi aata hai jisse ye pata chalta hai ki ye google ki help se bnaya hai gaya hai aaj es post me hm Google ki help ya google ki free servise se hi Search engine bnayenge

2.Coding se
Agar aapko Coding aati hai to aap aasani se website ke liye Search Engine bna sakte hai main aage eske bare me bhi Post Publish karunga ki coding se Search Engine kaise bnate hai
Website Ke liye Search Engine kaise bnayen Free

Sabse pahle aap Google ki site CSE par jaye Google me type Karen Google Custom Search Engine or esse open Karen jaisa ki Pic me dikhaya gaya hai


Uske baad aapko Create A Custom Search Engine Par click karna hai (Apni Gmail id Se log in rahen )
Agar aap pahle se Gmail id se log in hai to aapko Dalne ki jarurat nahi Varna Aapko apni Gmail id se Log in karna hai

Create A Custom Search Engine par click karne ke baad aapke samne Ek form open hoga jisko aapko fill karna hai

Kaise Fill Karen Form ko


1.Sabse pahle aapko text box me un websites ka naam likhna hai jiski Posts ko aap Search me lana chahte hai jaise ki mene apni websites ka naam likha hai jab bhi search Engine me kuch words search karunga to usme sirf ussi site ki posts aayegi jo ki mene yahan Text box me daali hai isme aap kitni bhi sites ke naam daal sakte hai

2.Uske baad Language English hi rahne de ya aap Select bhi kar sakte hai

3.Apne Search Engine ka naam likhe jo bhi aap Rakhna Chahte hai

4.Last Me Create button par click kar den


Congratulation! Friends aapka Search Engine bnkr Ready hai ab aapko Get Code par click karna hai


Or es Code ko Copy karke Website website par ya Page bnakr Us par laga sakte hai


To Doston Aapko meri Ye Post kaisi lagi Ab to aapko lagta hai na ki Search engine bnana kitna aasan hai aage bhi me aapke sath Search Engine se related post share karunga Agar aapko meri Post psand aaye to esse jarur Share Karen Duniya me koi bhi aisi Chij nahi hai jo hm nahi sikh sakte hai jarurat hai to sirf mehnat ki or Wait karne ki agar aapko kuch bhi sikhna hai to aap mujhe kah sakte hai main uski posat bnakr Publish kar dunga jo lekin btayen jarur kyonki btaye bina mujhe pata kaise chlega….

So friends Enjoy Your Life   

Tuesday, 14 June 2016

Whats App Share Button Kaise Lgayen Blog or Post Par - Traffic bdhayen 2016


Sharing hmare liye ya ek New or Parfect blogger ke liye kitni important hai ye to aapko pata hi hai Blog ya Website to koi bhi bna leta hai lekin us par visiters lana bahut hard work hota hai or essi me important hai sharing kyonki jab tk aap Apni website ya Blog ko share nahi karoge tab tak usse koi jaan nahi payega Sharing ke liye sabse best trika hai Social media jiska upyog duniya ke 70% log karte hai or en 70% me se agar 1% log bhi hmari website par par day log on Karen to bhi hm acche paise kama sakte hai

Aajkal facebook jitna popular nahi hai usse kai jyada popular h Whats app or jyadatar log aajkal Whats app hi use kar rahe hai jitne log par day Din me facebook chlate hai usse kai jyada log night me whats app ka use karte hai or article whats app sharing pr hi hai aaj es article me hm ye janenge ki kaise hm Apne Blog ya 
Website par Whats app share button lgakr apni traffic increase kar sakte hai

Whats App share button blog ya website par lgakr traffic kaise  increase Karen


Aap soch rahe honge ki whats app se hm kaise traffic increase kar sakte hai lekin me aapko bta Dun ki whats app sabse Best or popular trika hai apne blog ki traffic increase karne ka jab hm kisi blog par jate hai to hame bahut sare article posts padhne ko milti hai agar hame wo psand aate  hai to hm unhe jarur share karte hai or eska benefit blog admin ko hi hota hai or syayad ye bhi aapko pta nahi ki facebook par par day 10 lakh se jyada post share ki jati hai to aap soch sakte hai ki whats aap se aap kitna kuch kar sakte hai


Whats App Share Button Blog par Kaise  lgayen


Esme bhi aapke pass 2 option h lgane ke
1.Article / Post ke Niche
2.Blog  par

Pahla  trika agar aap whats app share button ko apne Blog par lgate hai or agar koi uspar click karta hai to wo sirf aapka url hi share kar sakta hai mtlb aapki website ka naam

Dusra trika agar aap whats app share button ko Sabhi post ke niche lgate hai or agar koi us par click karta hai to wo aapki post ko share kar sakta hai
Esme mene coding es trah ki hai ki aapko esko edit karne ki koi jarurat nahi hai na koi post title set karna na hi koi Website ka url Paste karna   

Let Start
Sabse pahle aap template ko Karen or </body> likhkar search Karen or Body ke upar ye Code paste kar den.

Download Code File




Or template ko Save ko Save kar den

1.Blog par kaise lgayen
Layout me jayen Add A gadget par click Karen or HTML / Javascript select Karen or ab ye code paste kar den.ye Code SIrf mobile me hi show hoga …. Isliye jyada Confuse hone ki jaruray nahi hai   


<a class='wa_btn wa_btn_s' expr:data-href='data:post.url' expr:data-text='data:post.title' href='whatsapp://send' style='display: none;'>Sharing Is Sexy</a>

2.Post par kaise lgaye
Friends sab ke pass template alag alag design ke hote hai or sab ki coding bhi alag hoti hai isliye aap apne template me Share Button ke pass laga sakte hai ya post ke footer me lga sakte ho aap agar post ke footer me lgate hai aapko sirf ye hi code paste karna hai

<a class='wa_btn wa_btn_s' expr:data-href='data:post.url' expr:data-text='data:post.title' href='whatsapp://send' style='display: none;'>Sharing Is Sexy</a>

Monday, 13 June 2016

Facebook Account Kaise Hack Karen Hacking Tips 2016


Hi friends
Es post me main aapko facebook account ko hack karna sikhaunga ki hm kis trah kisi ka bhi facebook account hack kar sakte h esme process thodi badi h lekin jyada hard nahi h agr aap essi trah meri website pr rahe to aane wale kuch dino me aap gmail twitter ya koi bhi account hack kar sakte h

Vaise to facebook account ko hack karne ke bohot sare trike h lekin es baar me aapko sirf 1 hi trike se bta raha hu agr aapke pass computer nahi h to koi baat nahi aap apne android mobile se bhi id hack kar sakte h agr aapko thoda bahut bhi basic knowledge h to aap aasani se ye process kar sakte h
Ye sirf mene aapko samjhane ke liye btaya h mene esme 2 files di h jo ki normal design ki h agr aapko html language aati h to aap en files ko apne hisab se bhi design kar sakte ho

FaceBook Account Kaise Hack Karen 

Sabse pahle aap en links par click karke en dono files ko download kar lijiye



Aapne dono files ko download kar liya hoga aapko enme kuch bhi edit nahi karna h nahi to ye work nahi kregi
Pichli post ko padhkr aapne 000webhost pr account to bna liya hoga agr nahi bnaya to pahle bna lijiye


2.ab aap apne android mobile me browser me type karen

Or apne account me login kijiye 

Jab apne 000webhost pr apna account bnaya tha to aapne apne gmail se conform bhi kar diya hoga or ab  "Go to Cpanel par" click karen 

Ab aap apne account ke menu me aa jayenge


3.Menu me FTP Details ko open karen
Ab esme aapko apna User name to dikhai (jisko aapko yaad rakhna h ) dega lekin password nahi isliye niche "Change account password" option hoga us par click karen or apne New Password lga den.

Or baad me phir se Menu me aa jaye


4.Menu me aapko File Manager ka option milega jaisa ki pic me h usko open karen or ab usme jo aapne pahle password change kiya tha wo or apna user name jo  ki mene aapko yaad rakhne ko kaha tha wo dono lgakr continue par click karen


5.Ab aap apne file manager me loged in h ab jaisa ki pic me diya h aapke samne 2-3 files di hogi 
usme se aapko Public_html folder ko select karna h or open karna h (us pr click karne par wo open ho jayegi )

6.Usme aapko Upload ka option milega aapko us par click karna h or ab Files par click karke un 2no files ko upload karna h jo aapne pahle download ki thi 

Jaisa ki pic me diya h vaise hi upload karna h

7.Files ko select karne ke baad upar ki traf right ka chin hoga us par click karna aapki dono files upload ho jayegi


Ab jab aap phir se public_html ko open karenge or usme se index.htm file ko open karenge to aapke samne facebook ka page open hoga ab jab aap usme apne user name or password daalenge or log in par click karenge to or koi site open ho jayegi or jaha aapne wo dono files upload ki thi wahi pass me ajay.html ke name se 1 file automatic bn jayegi or usme aapke user name or password diye honge

Essi trah jab aap apna url (jo ki aapne 000webhost.com par account bnate time lgaya tha wo ) apne kisi friend ko send karoge or wo es par click karke apne user Name or password lgayega or log in karega to uske username or password ajay.html wali file me jayenge or unhe aap aasani se dekh sakte h or uski id bhi open kar sakte h

Ye to sirf 1 simple trick thi lekin mere pass or bhi aisi aisi tricks h jinse aap aasani se kisi ki bhi id hack kar sakte h lekin wo next post me .....
Agr koi problam ho to aap comment karke puch sakte h

So friends £njo¥ and alert

Important note :->
Ye Website sirf aapki help ke liye bnai gayi h taki aap jyada jyada sikh saken
Agr Aapne es tricks ka Glat fayda liya to eske Jimmedar aap khud honge
Esme website Admin ki koi Galti nahi hogi